Shadi Ki Salgirah Mubarak Shayari
Categories: Marriage SMS
- Aap dono ki jodi kabhi na tute
Khuda kare aap ek dusre se kabhi na ruthe
Yuni ek hokar aap ye zindagi bitayein, ki
Aap dono se khushyion ke ek pal bhi na chhute
Happy Anniversary.
- Yeh Jeewan Dore Hai
Ghar Mein Saal Girah Ka Shor Hai
Kahi Salown Se Ata Hai
Shadi Ki Yeh Girah
Dori Baar Math Aa Tanha
Aaj Wapas Layein Purani Yadein
Dil Mein Kushiyaan Paida Kare
Tum Paas Hain To Nahi
Per Door Se Sahi.
- Aaj Tak Woh Band Baje Shaamiyana Yaad Hay
Khud Ko Itni Dhoom Se Sooli Charhana Yaad Hay
Teen Moqay Bhi Diye Qazi Ne Ghor-O Fikr Ke
Aaj Tak Who Qeemati Moqay Ganwana Yaad Hay
Aik Nah Kafi Thi Her Muskil Se Bachne Ke Liye
Hum Ko Han Ka Faislaa Who Ehmaqana Yaad Hay
Ghar Jise Laye The Hum Roti Pakane Ke Liye
Ab Pakati Hay Hamen Us Ka Pakana Yaad Hay
Nah Silaee Janti Hay Nah Cooking Maloom Hay
Han Oose Shohar Ko Ungli Per Nachaana Yaad Hay
Uski Her Ik Baat Per Kehna Hi Parta Hay Bajaa
Is Tarah Ooska Hamen Barson Bajana Yaad Hay
Mantay Hen Hum Husaini Hadesaa Hoga Shdeed
Kiyon Keh Tum Ko Waqeaa Itna Puranaa Yaad Hay.
Incoming search terms:
- shadi ki salgirah hindi sms
- shadi ki salgirah mubarak shayari in hindi
- shadi ki salgirah sms in hindi
- shadi ki salgirah mubarak
- shadi ki salgirah mubarak shayari
- shadi ki salgirah mubarak hindi sms
- shadi salgirah mubarak shayari
Comments
Powered by Facebook Comments
Here is Some Related SMS Messages


Tags: