advertisement

Sarkar Ka Aalam Kiya Hoga

Jab husan tha Un ka jalwa numa
anwaar ka aalam kya hoga,
.
Har koi fida hai bin dekhe
Didaar ka aalam kya hoga,
.
Jab zulf ka zikr he Quran mein
Rukhsaar ka aalam kiya hoga
.
Jis waqt they khidmat mein unki
,
Abou Bakar
Umar
Usman
Ali
(R.A)
Us waqt
Rasool-e-Akram (S.A.W.W) K darbaar ka aalam kya hoga,
.
Ek simt Ali
Ek simt Umar
Siddiq idhar
Usman udhar
.
In jag mag jag mag taaron mein
Mahtaab ka aalam kya hoga,
.
Chahain to ishaaron se apny
kaaya hi palat dein dunya ki,
,
Ye shan he Un K sahaba ki
.
Sarkar ka aalam kiya hoga…!
Asalam o aliakm ‘SUBHAN ALLAH’

Eid Milad Un Nabi Mubarak

Incoming search terms:

  • sarkar ka aalam kya hoga mp3
  • Chahain to ishaaron se apny kaaya hi palat dein dunya ki Ye shan he Un K sahaba ki Sarkar ka aalam kiya hoga…s
  • www mohtaj ka aalam kya hoga shayari
  • Shadi mubarak ka english kya hoga?
  • Sarkar nabi sms
  • sarkar ka aalam kya hoga
  • rukhsar ka aalam kya hoga
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 1.00 out of 5)
Loading ... Loading ...

Comments

Powered by Facebook Comments

advertisement