Main To Lafz Lafz Teri Zaat Hun
Categories: Urdu Shayari SMS
- Main to lafz lafz teri zaat hun
Mujhe harf harf tu mita to na
Mana tera sath hame chahiye
Magar is qadar tu sata to na
Main bikher gaya mujhe smait tu
Meri dhool yun uraa to na
Teri saans ban k rahun ga main
K wo waada yun bhula to na
Tujhe chahna hai dosh kya?
Jo nahi to itna rula to na..
- Pal main doori ho jate hai
Zaat adhori ho jate haiAnkhoon main neend aati nahe
raat poori ho jate haipehlay tu hote hai chahat
phir majboori ho jate haitanhai jab bhol pare tu
baat zaroori ho jate haikuch loagoon ki lamha bar main
khwahish puri ho jate haihad se pyar guzar jaey tu
aksar doori ho jate hai..

